Gadhe se bahisگدھے سے بحث

Photo by Chris F from Pexels

 Ek Jungle Mein Ek gadha aur Chita rahata tha ek din donon mein bahis Ho Gai gadhe ne kaha ke Aasman Ka Rang Kala Hai Jab Ke chite ne kaha ke Aasman Ka Rang Neela hai  Jab Ke gadha Apne zid par ara raha ke Aasman Ka Rang Kala hi hai  Jab dono mein bahut jyada jhagada hone laga to donon ne kaha ke Ham Badshah Salamat ke pass chalte Hain Take Apne masle Ka Hal poochh sake . Jab donon Ne Apna masla Sher ko sunaya  toSher ne kaha ke chete ko Saza Milani chahie. aur gadhe ko riha kar diya Gaya gadha Apni Jeet per Khush hokar Wapas Chala Gaya gadhe ke jaane ke bad Sher ne Chite ko bulwaye usse kaha ke Tumhen Saza isliye Nahin Di Gai ke Aasman Ka Rang kala hai  Bal ke isliye Di gai hai ki tum ne gadhe ke sath bahis hi Kyunki. Hamari Jindagi Mein Bhi Hamare Charon Taraf bahut se Aise gadhe hote hain Jinse Bahis ka Koi faida Nahin Hota lihaza Aise gadho Se Dur hi Rahana Behtar Hota Hai. beshaur aur Jahil Logon se bilkul bhi bahis mat Karen vah aapki Nahin sune gae blke apni jahalat per dat Jaenge aur ISI bahis main aapki naak ya bazo KiHadi bhi tot sak   


ایک تبصرہ شائع کریں

Thanks for you

جدید تر اس سے پرانی